Om Jai Jagdish Hare Lyrics With Meaning in English
Om Jai Jagdish Hare Lyrics Om Jai Jagadish Hare Swami Jaya Jagadish Hare Bhakta janon ke sankat Dasa Janon ke sankat Kshan me door kar Om Jai Jagadish Hare || 1 || Jo dhyave phal paave Dhukh vinashe man ka Swami dhukh vinashe man ka Sukha sampati Ghar aave Sukha sampati Ghar aave Kashht mite tan ka Om Jai Jagadish Hare || 2 || Mata pita tum mere Sharan padun mai kis ki Swami sharan padum mai kis ki Tum bina aur na doojaa Tum bina aur na doojaa Asha karun mai kis ki Om Jai Jagadish Hare || 3 || Tum pooran Paramatma Tum Antaryaami Swami Tum Antaryaami Para brahma Parameshwara Para brahma Parameshwara Tum sab ke Swami Om Jai Jagadish Hare || 4 || Tum karuna ke saagar Tum palan karta Swami Tum palan karta Mai sevak tum swaami Mai sevak tum swaami Kripa karo bhartaa Om Jai Jagadish Hare || 5 || Tum ho ek agochar Sab ke prana pati Swami sab ke prana pati Kis vidhi miloon dayamaya Kisi vidhi miloon dayamaya Tum ko mai kumati Om Jai Jagadish Hare || 6 || Deena...